Thursday, April 17, 2008

URDU Kathay




Say suppose KULDA was educated in an Urdu medium school. A day in Kulda's school life would probably go something like this.

There is a school inspection in Kulda's school and so the conversation goes :

Teacher: Kal inispector ayinga. Koschanaa (questions) puchinga. Sab achaa padkey aau. Koi galath answer deengaa naa tho main uske pairaan thodtoom.

Kulda: Iski maakki. Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya koschanaa puchta kathey?

Teacher: Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera moo khola to gaaliaan nikaltey. Tereku main absent nai daalthaum. Ghar pe baithkey gotiyaan khel. Tu school aayingaa to inispector ke saamney mere izzat ki biryaani karke khaaingaa tu.

So our Kulda is excited, goes home and tells his AbbaJan that he is not going to school the next day.


AbbaJan: Yeah kyaa hai..ischool hai paan ka dabba hai? Gaand pe maartaun saale tu ischool nai gaya to.

Kulda: Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolku.

AbbaJan: Usku akhal hai? Begum suno! Kulda ischool nai jayinga kathey kal. Agar iney ischool nai gaya to kaise padhinga? Kulda, agar tu kal ischool nahin gaya naa, tere haathan pairaan thod daaltaum.

So Kulda cries and finally agrees to go to school.
Next day in school, Teacher is very upset to see Kulda back:

Teacher: Arey teri maakki. Nakko aao bole to bhi kaiko aaya re ?

Kulda: Mera bava gaand phodtum bola ischool nai gaya to.

Teacher: offo?! Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith aur inispector aya to chchup jaa. Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa meri noukri lag jayingi.


So Kulda goes to sit in the last bench hiding behind a tall guy. Inspector comes for the visit.

Inspector: Adaab.

Teacher: Adaab saab. Bachen acha padrain saab. Koschanaa puchey to answeraan yun bolte.

Inspector: Abaa? Ithney kilever hai aapke bachchey? Achchaa, ek bahuth easy sawaal - Hamarey body mein sab se nazook cheez kaun si hai?

Teacher: Arey Imtiyaz tu bata rey!

Imtiyaz: Saab, Khaleja saab.

Inspector: Aisa! ..... woh kyun?

Imtiyaz: Saab, khaleja hai to sab kuch hota. Agar woh gaya naa, kuch bhi nahin hota saab.

Inspector: Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi?

Teacher: Arey Akram, tu bata re.

Akram: Saab bheja saab. Bhejey! ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin rehta saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey, iscooter ku kick bhi nai maar sakthey saab.

Inspector: Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke jaiseich answeraan bolrai naa!!

In the meantime Kulda is trying very hard to hide but Inspector sees him. He thinks Kulda is hiding because he does not know the answer.

Inspector: Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka naam kya hai?

Teacher: kaun saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku dikhaa re tu) Woh Kulda hai saab.

Inspector: Kulda? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai naamaan! Kulda, woh lambu ke peechchey kaiku chchup raa tu?

Kulda: Saab main moo khola to teacher maaringi saab.

Inspector: Tereku yaa mereku??

Teacher: Arey kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye potta ekdam badmaash hai saab, jhoot bolraa. Abey Kulda, answer maloom hain to bol nai tho khaamoosh baith jaa mere baap tere pau padthaum.

Kulda: Saab sabse nazook cheez apne body mein Gaand hai saab.

Teacher: Allah!! Iney moo khola meri gaand lag gayi re!!!

Inspector: Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney aisaich baathaan karthey! Yeich sikhaaye tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan kaa answer hai re?

Kulda: Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai.
Kaiku boletho ... wahaan pe Rajkumar aur unhe chokra log kya bi bolthi ... Yahan Banglore mein mama log ki gaand phat thi ... Uttaa kaiku saab, main yeh answer bolraun naa, mere teacher ki gaand phatri dekho!!!!


PunyakotiH Ye post mera nakko re bawa..... Uthayaso Mein.... Allah Hafiz.